Posts

Showing posts from June, 2024

Panch Mukhi Rudraksha

Image
 Panch Mukhi Rudraksha ko Hindu dharmik parampara mein bahut mahatva diya jata hai.  Iski manyata hai ki Panch Mukhi Rudraksha Bhagwan Shiva ke panch mukhon ka pratik hai aur iski dharan se vyakti ko man, buddhi, ahankar, chitta, aur ahamkar ki shuddhi hoti hai.Yeh rudraksha ka vishesh prakar hai jise dharmik upasana mein vishesh rup se istemal kiya jata hai.Panch Mukhi Rudraksha ki dharan se vyakti ko saarvajanik aur aatmik shanti, siddhiyan, tatha bhakti prapt hoti hain.Iske dharan se vyakti ko samast prakar ke kasht dur hote hain aur uski manokamnaon ki purti hoti hai.

NAAV KI KEEL KI ANGUTHI

Image
  Naav ki keel ki anguthi ko jyotish mein ek prakar ki upay maana jaata hai, jisse ki Shani ki sadhesati ya dhaiya ke samay mein shubh parinaam praapt kiye ja sakte hain.  Shani grah ki prabhav shali avasthao ke dauran log kai musibaton ka saamna karte hain, parantu jyotish mein upayon dwara in parinaamon ko kam kiya ja sakta hai. Naav ki keel ki anguthi ka upay jyotish shastra mein Shani ke prabhav ko shant karne ke liye kiya jaata hai.  Yeh upay kisi jyotish ya astrologer dwara paramarsh dene par hi kiya jaana chahiye, kyonki yeh niyamit tareeke se aur sahi vidhi se kiya jaana chahiye. Is prakar ke upayon ka uddeshya hota hai ki vyakti ko Shani ki upasthiti ke samay hone wale dukhon aur samasyaon se bachaya ja sake aur unke jeevan mein shubh aur sukh ki sthiti utpann ki ja sake.

Kale ghode ki naal

Image
 "Kale ghode ki naal" ko manyataon aur paramparaon mein mahatvapurn mana jata hai. Iska upyog ghar ki sukh-shanti aur samriddhi badhane ke liye kiya jata hai.  Yeh naal kisi kale rang ke ghode ke naal ka hota hai aur iske kuch prachin vidhi-vidhan hote hain jise siddh kiya jata hai.Kale ghode ki naal ek prachin aitihasik pratik hai jo sukh,  shanti aur samriddhi ki prapti ke liye apnaya jata hai. Yeh naal na sirf ek vastu hai balki ek dharmik aur sanskritik pratik bhi hai jo logon ke jeevan mein shubhata aur asha ka pratik banata hai.

Best Astrologer in Chandigarh

Image
Are you looking for the best astrologer in Chandigarh? Then you have come to the right place. Jyotish Acharya Pandit Shri Sharma Ji at Swati Astro Research Center has more than 42 years of experience in helping you in Vastu Shastra, Vedic Remedies and Planetary Peace. So visit their website today.  

Manglik Dosh Ke Liye Akhade Ki Mitti

Image
  Agar aap manglik dosh se nijaat pana chahte hain, tho mangalvaar ke din hanuman ji ki pooja-upasana karni Chaiye. Saath hi pooja ke samay sundarkand ka paath kare. Manglik dosh ko dur karane ke liye apko pooja sathal ya karya sathal mein ek choti si potali mein sidh kari hui akhade ki mitti daal kar rakhna chaiye.

Mangal Grah Ke Liye Khair

Image
  Anantamool ya khair ki jad mein mangal grah ka vaas hota hai. yah 1008 mantra abhimantrit/ energised jad / buti mangal ke bure prabhav ko kam karake, usse sambandhit jo pareshaaniyaan aa rahi hoti hain unhe dur karati hai. Mangalvar ke din ganga jal se is abhimantrit energised jadi ko pavitar karen. phir jadi ko laal kapade mein lapet kar taabeej bana kar sayekaal apni dahini bhuja mein ba andh lehn.  

Peepal Ke Ped

Image
Peepleke ped mein Surya Dev ka vaas hota hai. Tarkee, maan-saman aur yash rakhne walo ko Ravivaar ko gulaabi kapde mein iski jad booti ko daahini bhuja par baadhna chahiye. Aur jaankari ke liye aaj hi Jyotish Acharya Pandit Shree Sharma Ji ko is number +91 7009446025 par call kare.

Panch Mukhi Rudraksh

Image
  Dharmik manyataon ke anusar baat kare to kaha jaata hai ki, rudraaksh ki utpati bhagvan shiv ke aansuon se hui thi. Rudraaksh shabad he do shabdon se milakar bana hai, ‘rudr’ aur ‘aksh’ jahaan rudr bhagvan shiv ka hi naam hai vahi aksh ka matlab hota hai aansu. Hindu manyataon aur puranon ke anusar aisa maana jaata hai ki, panch mukhi rudraksh ki krpa se vyakti ko jeevan mein dharm, arth, kaam aur moksh ki praapti hoti hai.

Shami ki Jad

Image
shami Ki Jad kee lakadee ko yagy kee vidhee ke liye pavitar maana jaata hai. Vahi shami ki jad ka sambandh shani dev se maana jaata hai. jo log neelam ratan dhaaran nahin kar sakate vo log shami ki jad haath mein baandh sakate hain.

Rahu Grah ke liye safed Chandan

Image
  Jyotish ke anusaaar chandan ko  rahu grah se joda jaata hai. Jis vayakti ki janm patrika mein rahu ashubh sathan par baitha ho, athva peedit ho to yeh jaatak ko isake nakaratmak parinaam praapat hote hain.

Palash Ki Jad

Image
  Iss abhimantrit palash ki jad ko shukal paksh ke pratham shukarvaar ko shukar ke nakshatra main laaya gaya hai. Ise swach jal se saff   karane ke baad pashchaat gangajal/ gaumutar se chheette markar svachchh karke uske upar baajot rakhkar , baajot par laal reshami kapda bichhakar baajot ke beech mein 7 prakaar ka anaaj rakh kar desi gau mata ke ghee ka deepak aur dhoop jalakar lakshmi ji ke   mantar ki 11000 ka jaap karne ke baad havan davaara jaagrat kiya gaya hai

Mangal Grah Ke Liye Khair

Image
  Anantamool ya khair ki jad mein mangal grah ka vaas hota hai. yah 1008 mantra abhimantrit/ energised jad / buti mangal ke bure prabhav ko kam karake, usse sambandhit jo pareshaaniyaan aa rahi hoti hain unhe dur karati hai. Mangalvar ke din ganga jal se is abhimantrit energised jadi ko pavitar karen. phir jadi ko laal kapade mein lapet kar taabeej bana kar sayekaal apni dahini bhuja mein baandh lehn.  

Ketu Grah Ke Liye Ashwagandha Ki Jad

Image
  Ketu Grah Ke Liye Ashwagandha ki jad ke sath ketu se sambandhit har tarah ki pareshaniyon se nijat pane ke liye, ashwagandha ke ped ki jad bandhna labhakari sidh ho sakta hai. Ashwagandha Ki Jad ko neele rang ke kapde mein bandhkar Mangalwar ya Shanivar ke din seedhe haath mein baandh lein.

Gular Ki Jad

Image
  Hindu dharm mein, Gular ped ko bahut pujniya sthan diya gaya hai. Manyata hai ki Gular ped mein daiviya gun vidyaman hote hain. Is vriksha ka sambandh Shukra grah se hota hai. Kundli mein Shukra grah ko majboot karne ke liye arthik sampanta, dhan prapti, bhumi-bhavan khareedne ki ichha hai, lekin kaam ban nahi pa raha hai to Gular ki abhimantrit energised jad chandi ke tabeez/ safed kapde mein dharan karein . Gular ke jad ko roga nivarak mana gaya hai.

Ek Mukhi Jagrat Rudraksh

Image
Rudraksh ko bhagavaan shiv ka svaroop maana jaata hai. Rudraksh kitne prakaar ke hote hain lekin in sabhee rudrakshon mein se ek mukhi rudraksh ko sabase durlabh maana jaata hai, iska kaaran yeh hai ki yeh bahut kam sankhya mein paaya jaata hai. aisa maana jaata hai ki ek mukhi rudraksh mein bhagavaan shiv ka vaas hota hai. padm puraan ke anusaar ek mukhi rudraksh sabhi paapon ka naash karane vaala hai. aisa maana jaata hai ki is rudraksh ko dharan karne se bhagavan shiv ka ashervaad praapat hota hai aur vyakti ko sati ka gyaan praapat hota hai.

Kale Ghode Ki Naal

Image
  Kale ghode ki naal se ghar ki sukh-shanti aur samriddhi badhti hai. Aisa mana jata hai ki ek kale kapde mein kale ghode ki naa l ko bandhkar tijori mein rakh dene se dhan mein vriddhi hoti hai. Kale ghode ki naal ko siddh karne ke liye ise sabse pehle Ganga jal se dho lein.

Chandra Grah Ke Liye Khirni

Image
  Chandragrah ke liye khirni ki jad ko dahini baju mein baandhkar safed kapde mein dharan kare. Aur khirni ki jad ko baandhne se pehle ganga jal se dhoye. Isse Somvaar ke din kare. Aur jaankari ke liye aaj hi Jyotish Acharya Pandit Shree Sharma Ji ko is number +91 7009446025 par call kare.

Budh Grah Ke liye Apamarg Ki Jad

Image
  Apamarg ki jad ka upayog Budh ke bure prabhav kam karne ke liye kiya jata hai. Budh ke bure prabhav se vyakti ki bauddhi ki shamata prabhavit hoti hai aur uski nirnay lene ki shamata kam hoti hai. Agahan mahine ki poornima ko pratahkal mein vidhi poorvak layi Budh Grah Ke Liye Apamarg ki jad ka panchopchar pujan kara ke abhimantrit karke bhuja mein baandhne se aane wali badi-badi vipattiyan door rahti hain.

Akshay Vat Vriksh Ki Jad

Image
  Vat vriksh trimoorti devon ka prateek hai, iske chaal mein vishnu, jad mein brahma aur shaakhaon mein shiv ka vaas hota hai. Isiliye kahate hain ki is ped ki pooja karne se manokaamnaye purn hoti hain. Vat vrksh Vat vrksh ke neeche shre e krishan ne arjun ko geeta ka upadesh diya tha. #swatiastrology #swatiastroresearchcentre #akshayvatvrikshkijad

Akhade Ki Mitti

Image
  Jyotish aur shaastron ke anusar kushti ke akhade ki mitti akhade ki mitti ko mangal ka kaarak bataya gaya hai. iske upaye se mangal ke dosh khatam hote hain. Asli akhade ki mitti ko bahut khaas maana jaata hai. iss tarah mangal-guru ka ashubh asar khatam hoga. isse kismat ka saath milta hai aur dhan labh bhi hota hai.

Best Astrologer in Chandigarh

Image
null Are you looking for the best astrologer in Chandigarh ? Then you have come to the right place. Jyotish Acharya Pandit Shri Sharma Ji at Swati Astro Research Center has more than 42 years of experience in helping you in Vastu Shastra, Vedic Remedies and Planetary Peace. So visit their website today.

Ek Mukhi Jagrat Rudraksh

Image
null Rudraksh ko bhagavaan shiv ka svaroop maana jaata hai. Rudraksh kitne prakaar ke hote hain lekin in sabhee rudrakshon mein se ek mukhi rudraksh ko sabase durlabh maana jaata hai, iska kaaran yeh hai ki yeh bahut kam sankhya mein paaya jaata hai. aisa maana jaata hai ki ek mukhi rudraksh mein bhagavaan shiv ka vaas hota hai. padm puraan ke anusaar ek mukhi rudraksh sabhi paapon ka naash karane vaala hai. aisa maana jaata hai ki is rudraksh ko dharan karne se bhagavan shiv ka ashervaad praapat hota hai aur vyakti ko sati ka gyaan praapat hota hai.  

Naav ki Keel Ki Anguthi

Image
null   Apako naav ki keel ki anguthi ko baandkar shanivaar ko apni anamika angulee mein pehanna hai. Aisa karne se shani dev ka prakop kaam ho jaata hai. Saath hi apke kariyar, naukri, vyavsaay, aadi mein bhi kismat chamakane ke aasaar badh jaate hai.

Vedic Remedies And Aushadhi

Image
  India's best vedic astrologer, offers a range of vedic   remedies and aushidhies to address a variety of issues. These remedies include Havan, Homa, Mantra Jaap, Yantra, gemstones, Ayurveda aushadhi, and Tantra practices.