Gular Ki Jad


 Hindu dharm mein, Gular ped ko bahut pujniya sthan diya gaya hai. Manyata hai ki Gular ped mein daiviya gun vidyaman hote hain. Is vriksha ka sambandh Shukra grah se hota hai. Kundli mein Shukra grah ko majboot karne ke liye arthik sampanta, dhan prapti, bhumi-bhavan khareedne ki ichha hai, lekin kaam ban nahi pa raha hai to Gular ki abhimantrit energised jad chandi ke tabeez/ safed kapde mein dharan karein. Gular ke jad ko roga nivarak mana gaya hai.

Comments

Popular posts from this blog

Apamarg Ki Jad

Akshay Vat Vriksh Ki Jad

Kale Ghode Ki Naal