Ashwagandha Ki Jad
Ashwagandha ki jad ke sath ketu se sambandhit har tarah
ki pareshaniyon se nijat pane ke liye, ashwagandha ke ped ki jad bandhna
labhakari sidh ho sakta hai. Ashwagandha Ki Jad ko neele rang ke kapde mein
bandhkar Mangalwar ya Shanivar ke din seedhe haath mein baandh lein.
Comments
Post a Comment