Gular Ki Jad
Hindu
dharm mein, Gular ped ko bahut pujniya sthan diya gaya hai. Manyata hai ki
Gular ped mein daiviya gun vidyaman hote hain. Is vriksha ka sambandh Shukra
grah se hota hai. Kundli mein Shukra grah ko majboot karne ke liye arthik
sampanta, dhan prapti, bhumi-bhavan khareedne ki ichha hai, lekin kaam ban nahi
pa raha hai to Gular ki abhimantrit energised jad chandi ke tabeez/ safed kapde
mein dharan karein. Gular ki jad ko roga nivarak mana gaya hai.
Comments
Post a Comment