Palash Ki Jad


 

Iss abhimantrit palash ki jad ko shukal paksh ke pratham shukarvaar ko shukar ke nakshatra main laaya gaya hai. Ise swach jal se saff  karane ke baad pashchaat gangajal/ gaumutar se chheette markar svachchh karke uske upar baajot rakhkar , baajot par laal reshami kapda bichhakar baajot ke beech mein 7 prakaar ka anaaj rakh kar desi gau mata ke ghee ka deepak aur dhoop jalakar lakshmi ji ke  mantar ki 11000 ka jaap karne ke baad havan davaara jaagrat kiya gaya hai

Comments

Popular posts from this blog

Apamarg Ki Jad

Akshay Vat Vriksh Ki Jad

Kale Ghode Ki Naal