Shukra Grah Ke Liye Gular Ki Jad
Shukar grah ke liye gular ki jad vaibhav ka bhi kark maana jaata hai. Aise mein agar gular ke jad pahani jaye to isse vyakti ke jeevan mein dhan-sampada aur maa lakshmi ki kirpa bani rahati hai. shukra grah ko majboot karane ke liye shukravaar ke din gular ke ped ki lakadiyon se havan karate huye om shan shukraay namah mantra ka jaap kare.
Comments
Post a Comment