Panch Mukhi Rudraksha
Dharmik manyataon ke anusar baat kare to kaha
jaata hai ki, rudraksha ki utpati bhagvan shiv ke aansuon se hui thi. Rudraksha
shabad he do shabdon se milakar bana hai, ‘rudr’ aur ‘aksh’ jahaan rudr bhagvan
shiv ka hi naam hai vahi aksh ka matlab hota hai aansu. Hindu manyataon aur
puranon ke anusar aisa maana jaata hai ki, panch mukhi rudraksha ki krpa se
vyakti ko jeevan mein dharm, arth, kaam aur moksh ki praapti hoti hai.
Comments
Post a Comment