Ketu Grah Ke Liye Ashwagandha Ki Jad

Ketu Grah Ke Liye Ashwagandha ki jad ke sath ketu se sambandhit har tarah ki pareshaniyon se nijat pane ke liye, ashwagandha ke ped ki jad bandhna labhakari sidh ho sakta hai. Ashwagandha Ki Jad ko neele rang ke kapde mein bandhkar Mangalwar ya Shanivar ke din seedhe haath mein baandh lein.