Panch Mukhi Rudraksh
Dharmik manyataon ke anusar baat kare to kaha jaata hai
ki, rudraaksh ki utpati bhagvan shiv ke aansuon se hui thi. Rudraaksh shabad he
do shabdon se milakar bana hai, ‘rudr’ aur ‘aksh’ jahaan rudr bhagvan shiv ka
hi naam hai vahi aksh ka matlab hota hai aansu. Hindu manyataon aur puranon ke
anusar aisa maana jaata hai ki, panch mukhi rudraksh ki krpa se vyakti ko
jeevan mein dharm, arth, kaam aur moksh ki praapti hoti hai.
Comments
Post a Comment