Mor Ka Pankh
Mor Pankh ko vishesh mana jata hai. Shri Krishna sir par Mor Pankh pahne hue hain. Mor ka Pankh shakti, sundarta aur divyata ka pratik hai. Swati Astro Research Centre mein yeh shubh aur sakaratmak urja ka sanket maana jata hai. Yeh bhagya, samriddhi aur achanak safalta ka bhi pratik hai. Jyotish aur adhyaatmik drishti se, yeh shanti aur suraksha pradan karta hai.
Comments
Post a Comment