Palash Ki Jad
Iss abhimantrit palash ki jad ko shukal paksh ke
pratham shukarvaar ko shukar ke nakshatra main laaya gaya hai. Ise swach jal se
saff karane ke baad pashchaat gangajal/
gaumutar se chheette markar svachchh karke uske upar baajot rakhkar , baajot
par laal reshami kapda bichhakar baajot ke beech mein 7 prakaar ka anaaj rakh
kar desi gau mata ke ghee ka deepak aur dhoop jalakar lakshmi ji ke mantar ki 11000 ka jaap karne ke baad havan
davaara jaagrat kiya gaya hai
Comments
Post a Comment