Panch Mukhi Rudraksha
Dharmik manyataon ke anusar baat kare to kaha jaata hai ki, rudraaksh ki utpati bhagvan shiv ke aansuon se hui thi. Rudraaksh shabad he do shabdon se milakar bana hai, ‘rudr’ aur ‘aksh’ jahaan rudr bhagvan shiv ka hi naam hai vahi aksh ka matlab hota hai aansu. Hindu manyataon aur puranon ke anusar aisa maana jaata hai ki, panch mukhi rudraksh ki krpa se vyakti ko jeevan mein dharm, arth, kaam aur moksh ki praapti hoti hai.
Comments
Post a Comment