Posts

Showing posts from March, 2025

Akshay Vat Vriksh Ki Jad

Image
  Yeh hai hazaaron varshon puraana vo akshay vat vriksh ki jad jiske baare mein kaha jaata hai ki mahabharat yudh se pehle margsheersh mahine ke shukl paksh ki ekadashi ko hi kurukshetra ki bhoomi par isi vriksh ke neeche rath par khade hokar bhagwan shree krishan ne arjun ko geeta ji mein varnit upadesh diye the, unko dharam aur sharer karm ka parmgyaan diya tha.

Palash Ki Jad

Image
  Iss abhimantrit palash ki jad ko shukal paksh ke pratham shukarvaar ko shukar ke nakshatra main laaya gaya hai. Ise swach jal se saff   karane ke baad pashchaat gangajal/ gaumutar se chheette markar svachchh karke uske upar baajot rakhkar , baajot par laal reshami kapda bichhakar baajot ke beech mein 7 prakaar ka anaaj rakh kar desi gau mata ke ghee ka deepak aur dhoop jalakar lakshmi ji ke   mantar ki 11000 ka jaap karne ke baad havan davaara jaagrat kiya gaya hai

Ketu Grah Ke Liye Ashwagandha Ki Jad

Image
  Ketu Grah Ke Liye Ashwagandha ki jad ke sath ketu se sambandhit har tarah ki pareshaniyon se nijat pane ke liye, ashwagandha ke ped ki jad bandhna labhakari sidh ho sakta hai. Ashwagandha Ki Jad ko neele rang ke kapde mein bandhkar Mangalwar ya Shanivar ke din seedhe haath mein baandh lein.

Shami Ki Jad

Image
  Aisa mana jata hai ki ghar ki pashchim disha mai shami ki paudhe ki jad rakhne se ghar ki nakaratmakata dur hoti hai. Mukhy roop se shanivaar ke din shami ke paudhe ka poojan aur isme jal dena bahut hi labhkarye hota hai. jyotish ke anusaar, jo log neelam ratn dhaaran nahin kar sakate vo log shami ki jad haath mein bandh sakte hain.

Hathi ke Pair Ki Mitti

Image
  Hathi ke pair ki mitti ek paramparik manyata aur kahavat hai, jise shubh aur saubhagya ka prateek mana jata hai. Aisa mana jata hai ki jahan hathi ke pair padte hain, wahan ki mitti vishesh urja aur sakaratmakta se bhar jati hai. Iska upyog tantra-mantra, vyapar mein safalta aur jeevan mein unnati ke liye kiya jata hai.

Budh Grah Ke liye Apamarg Ki Jad

Image
  Apamarg ki jad ka upayog Budh ke bure prabhav kam karne ke liye kiya jata hai. Budh ke bure prabhav se vyakti ki bauddhi ki shamata prabhavit hoti hai aur uski nirnay lene ki shamata kam hoti hai. Agahan mahine ki poornima ko pratahkal mein vidhi poorvak layi Budh Grah Ke Liye Apamarg ki jad ka panchopchar pujan kara ke abhimantrit karke bhuja mein baandhne se aane wali badi-badi vipattiyan door rahti hain.

Mangal Grah Ke Liye Khair Ki Jad

Image
  Anantamool ya khair ki jad mein mangal grah ka vaas hota hai. yah 1008 mantra abhimantrit/ energised jad / buti mangal ke bure prabhav ko kam karake, usse sambandhit jo pareshaaniyaan aa rahi hoti hain unhe dur karati hai. Mangalvar ke din ganga jal se is abhimantrit energised jadi ko pavitar karen. phir jadi ko laal kapade mein lapet kar taabeej bana kar sayekaal apni dahini bhuja mein baandh lehn.  

Chandra Grah Ke Liye Khirni Ki Jad

Image
  Chandra Grah ke dauran Khirni ki jad kaafi prabhavit hoti hai. Iska istemal chandra dosh aur manasik ashanti ko door karne ke liye hota hai. Khirni ki jad ko paani mein daal kar usse peene se chandra grah ke prabhav se bachav hota hai, aur vyakti ko shaanti aur sukhanubhav milta hai. Ye upay grah dosh ko kam karta hai.

Surya Grah Ke Liye peepal ke Ped ki jad

Image
  Surya Grah Ke Liye Peeple ke ped ki Jad mein Surya Dev ka vaas hota hai. Tarkee, maan-saman aur yash rakhne walo ko Ravivaar ko gulaabi kapde mein iski jad booti ko daahini bhuja par baadhna chahiye. Aur jaankari ke liye aaj hi Jyotish Acharya Pandit Shree Sharma Ji ko is number +91 7009446025 par call kare.

Best Astrologer in Chandigarh

Image
  Are you looking for the best astrologer in Chandigarh ? Then you have come to the right place. Jyotish Acharya Pandit Shri Sharma Ji at Swati Astro Research Center has more than 42 years of experience in helping you in Vastu Shastra, Vedic Remedies and Planetary Peace. So visit their website today.

Mor Ka Pankh

Image
  Mor Pankh ko vishesh mana jata hai. Shri Krishna sir par Mor Pankh pahne hue hain. Mor ka Pankh shakti, sundarta aur divyata ka pratik hai. Swati Astro Research Centre mein yeh shubh aur sakaratmak urja ka sanket maana jata hai. Yeh bhagya, samriddhi aur achanak safalta ka bhi pratik hai. Jyotish aur adhyaatmik drishti se, yeh shanti aur suraksha pradan karta hai.